musht zani, mastrubation, mastrubation is harmful

MUSHT ZANI KA ILAAJ | EHTIYATAIN OR BACHAO KE TARIKY | HERBAL TREATMENT FOR MASTRUBATION

 

Musht zani (Masturbation) khud lazzati ki aik qisam hai jis main mard apny haathon sy apni zindagi tabah karty hain. Amumi tor par yeh baat note ki gai hai ky aksar mard hazraat jawani main qadam rakhty he is qisam ki zehni bemariyon ka shikar ho jaty hain or khud lazzati hasil karny ky liye musht zani karty hain. Iski aik barri wajah shadi main dair bhe hai. Isy zehni bemari is liye bhe kaha jata hai kiyun ky is main aap k khayalat or apka jinsi rohjaan he aap sy is qisam ki harkatain karawta hai.

Pragandah khayalaat hony ki wajah sy mard hazraat musht zani jesi tabah kaariyon main par ky apny aap ko tabah karty hain or nateejatan jab shaadi ho jati hai to wo kisi qabil nahi rehty or sharmindagi ki wajah sy ulty seedhy ilaaj karwa kar mazeed namardi jesy marz ka shikar ho jaty hain.

Ziyadah tar log musht zani ky liye hathon ka istemal karty hain, jab ky kuch log jinsi asoodagi hasil karny k liye vibrator jesy alaat ka istemal bhe karty hain. Musht zani (hand practice) khud lazzati hasil karny ka aik tareeqa hai jo ky intehai nuqsan deh hai. Kiyun k musht zani k asraat foran zahir nahi hoty, isi liye mard hazraat isy khud lazzati hasil karny k liye jari rakhty hain. Musht zani ky muzar asraat (side effects of hand practice)  ahista ahista zahir hoty hain jin main raggon ka khushak ho kar sukarna or namardi jesy marz bhe shamil ho sakty hain. Lekin ab ghabrany ki zarurat nahi kyun ke mastrubation treatment (musht zani ka ilaj in urdu) mumkin hai.

MUSHT ZANI KI WAJUHAAT

Hamary muashray main musht zani (mastrubation) khud sozi ky zimray main aati hai or khud sozi aik gunaah hai. Maghrib main bachon ko is qisam ki bemariyon sy bachany k liye baqaida sex education di jati hai ta ky wo is qisam ki jinsi be-rah rawi main na parain. Lekin bad qismati sy hamary yahan mojoodah dor k nojawan zehni paragandagi ki wajah sy aksar musht zani jesi khud soz bemariyon main mubtala hain or rahi sahi kasar media or internet jismani taskeen ka saman dikha kar poori kar rahy hain. Is qisam ky jinsi mawad tak azadana rasai bohat si muasharti, zehni or jismani bemariyon ka bais ban rahi hai.

Aksar mard hazraat asy jinsi ishteha angez mawad ko dekh kar apni jinsi tishnagi ko poora karty hain or mushat zani jesy makrooh fael k murtakab ho rahy hain. Wesy to musht zani k kai muharrikat hai, lekin in main sy ziyada aham darj zail hain;

  • Zehni Paragandagi
  • Jinsi Mawad Tak Asan Rasai
  • Khud Par Control Na Hona
  • Jinsi Be-Rah Ravi
  • Media
  • Internet

MUSHT ZANI K NUQSANAAT

khud lazzati(hand practice ) karny waly afraad jald sy jald apni is adat ko foran tark kar dain kiyun ky ziyada tar afrad jo musht zani karty rahy hain mustaqbil main namardagi ka shikar ho jaty hain. Ziyada musht zani karny waly mardon main, sar ka dard, kamar ka dard, ankhon k gird halky parna, is k ilawa shadi k baad surt e anzaal jesy masail paida ho jaty hain. Mardana kamzori, azu e khaas ka tehra pan, azu e khaas ka chota reh jana, azu e khaas ka patla reh jana, waghera yeh sab khud lazzati k asraat hain.

Tibb e Unani k mutabiq mardana kamzori ka masla jismani hota hai or yeh amooman khud lazzati k sabab he hota hai.

khud lazzati(hand practice)  ky bohat sy nuqsanaat hain jin mein sy ziyadah aham darj zail hain;

  • Nazar ka kam hona
  • Kamar main dard
  • Namardagi ky masail
  • Surt e anzal
  • Azu e khaas ka sukarna
  • Mardana Baanjh Pan
  • Azu e khaas ka mur jana
  • Azu e khaas ki estadagi k masail
  • Zehni bemariyan
  • Jismani kamzori

MUSHT ZANI KI ROK THAM KESY KI JAYE

Jesa ky upar bayan kiya gaya hai ky khud lazzati fasid khayalat ki wajah sy hoti hai or isy zehni or nafsiyati bemari bhe isi wajah sy kaha jata hai. Musht zani sy bachny ky liye khayalat ka saaf hona bohat zaruri hai. Apny zehan ko asy khayalat sy rokny ky liye aap ki soch ka mehwar tameerati hona chahye.

Zehni pakeezgi hi manfi khayalat ko roktny or us k nateejy main hony waly afa’al e badd sy chutkara paany ky liye bohat aham hai. Yaad rakhain ky khud lazzati waqti tor par to apko lazzat faraham kar dy gi, lekin is k nuqsanat mustaqil tor par aapko darpesh rahain gy. Jinsi taskeen k liye khud lazzati apki quwat ka ziya hai or zehni or jismani kamzori ka sabab bhe ban sakti hai. Apni soch main tawazun paida karain or sirf musbat andaz main sochain. Neechy diye gaye nuskhy musht zani sy kamzori ka ilaj hain.

MUSHT ZANI K ASRAAT KHATAM KARNY K LIYE HERBAL ILAJ

NUSKHA NO. 1

AJZAA

  • Desi Lehsan (Aik adad)
  • Zaitoon ka tail (aik pao)
  • Paan Ka patta (Aik adad)

TARKEEB

Desi lehsan cheel kar koot lain. Pissy hue lehsan ko Zaitoon k tail main daal kar kaarh lain or thanda hony par kisi bartan main chaan lain. Raat sony sy pehly azu e khaas ko neem garam paani sy dho kar is tail sy azu e khaas ki naram hathon sy 21 din tak malish karain or paan ka patta lapait lain. Is nuskhy ke nataij bohat he zabardast hain or behtareen musht zani ka ilaj hai.

NUSKHA NO. 2

AJZAA

  • Satawar
  • Jaifal
  • Bhuny Hue Chany
  • Laung
  • Badam
  • Saunf
  • Sufed Moosli

TARKEEB

Tamam ajzaa hum wazan lay lain or inko grind kar ky inka safoof tayar kar lain. Is safoof ky 5 gram subh khali pait gaye k doodh ky sath lain or 5 gram sham main lay lain. Yeh nuskha kam sy kam 45 din tak istemal karain.

Package For Mastrubation Treatment Rs 3,090

For Any Query Contact us at: 03074409221

Top
WhatsApp chat